Saturday, February 28, 2009

Zardari Beghairat Jokes

Aakhir 1 din kisi k hath kuch nahi aayega,
Har koi khali hath jaye ga,
Sab yahin reh jaye ga,
Q k Us din Qayamat nahi Zardari
Pakistan bech k nikal jaye ga.

Jin: Kia Hukum hai mere aaqa?
Sardar: Saari dunya main jitni bhi dolat hai, woh mere account main daal do.

Jin: Bakwaas na karo main Jin hon Zardari nahi.

No comments:

Post a Comment